Ek pal me kabhi ye duniya simat jati hai to kabhi bikhar jati hai. ek pal me jindgi chal pdti hai to kabhi tham jati hai. ek pal me hansati hai to kabhi rulati hai aur kabhi to ek pal me zindgi ke sare mayane samjha jati hai.
Phone na kia karo DEAR Mama hoti hain NEAR Papa se lagta hai FEAR Bat nahi hoti CLEAR Dewaro k b hote hain EAR Isliye SMS karo DEAR no FEAR n everything CLEAR
happy birthday to u!!! tum yahi soch rahe ho na, ki aaj tumhara birthday nahi hai, to maine wish kyon kiya? arre, message mera, phone mera, paise mere,... meri marji, yaar!