Aagaaz to hota

Aagaaz to hota
Aagaaz to hota hai anjaam nahin hota jab meri kahaani mein woh naam nahin hota jab zulf ki kaalikh mein ghul jaye koi raahi badnaam sahi lekin gumnaam nahin hota
  

Jan, 27 2012     161 chars (2 sms)     1103 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Socha tha k hum tumhe toot ker chahenge! tumko chaha bhi bahut aur toote bhi bahut. socha tha k hum khushbu banker rahenghe! hum mehnke bhi bahut aur bhikhe bhi bahut
DIL DARD KARTAAH HAIN, JIS KI DAWAAH TUM HOH. AGAR QaYAAMAT KA DAR NA HOTA, TO KEH DETE KHUDAA TUM HO.
Deta nahi mali bhi sahara mujhko, Yeh hawa bhi lazzati hai mujhko, Murjhaye hue phool kabhi khilte nahi, Ruthe hua pyar kabhi lautta nahi.
Har Dilme dard chupa hota he Bayan krne ka andaz juda hota he kuch log ashko me dard ko baha dete heor kisika dard hasi me chupa hota he
Palbhar mein tut jaye who kasam nahi, Dosti ko bhool jaye who hum nahi. Tum bewafa bano is baat mein dum nahi, Kyunki humari wafa bhi kuch kam nahi.
Shama parvana choro apne pyar ki baat karo Maatam ka shauk choro apne yaar ki baat karo Roné se nazron ke ashka sukh gaye hain ab Patjhar ka dukh bhulo apne bahaar ki baat karo
ABB UMAR HO GAYI HAI DIL KI KITAB MAIN KUCH KHUSK PATON K SIWA KUCH NAHI RAHA JAZBE TAMAM KHO GAYE LAMHON KI DHOOL MAIN ABB DIL MAIN DHARKANO K SIWA KUCH NAHI RAHA
Wo yuhi ruth gaye, sare armaan mere tut gaye,nafrat ka dhong aise dikhaya,ki wo pathar bankar jeena lage aur hum shisha bankar tut gaye.
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
ZINDAGI ne kuchis tarah ka rukh liya,jisne jiss taraf chahamod diya,Jisko jitni thi jarurat saath chala,aur phir ek pal mein tanha chhod diya…
Suraj ko diya dikhane se kya fayeda, laash ko aag lagane se kya fayeda, Aye shahjahaan, mumtaz to jaa chuki Ab laash pe taj banane se kya fayeda