bahut dinon baad

bahut dinon baad
bahut dinon baad aaya hai yeh deewana is dar par jaise laut ke mauj phir aayi ho sahil par main to pehle bhi tanha tha aaj bhi tanha hun kaun dega dastak is deewane ke dar par
  

Jan, 27 2012     175 chars (2 sms)     888 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo samundar nahi aansu the humare,jis par wo naao chalate rahe,manzil mil jaye unko duwa thi humari,isliye hum aansu bahate rahE
Jane kis ghadi wo mere dilse jude the hasti meri chhoti aur sapne bade the kuchh aisi lagi thokar hame in charo tarf dilke bebas tukde pade the.
ye aansu b kambakht 1 paresani hai khushi or gum dono ki nishani hai samjhne walo k liye anmol or na samjhne walo kliyea sirf pani hai.
Ab ke sawan mein paani barsa bahut,Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Khud ki mohabt fana kon karega sab nek banege TO gunHa kon karega Ae khuda Bewafa sanam ko salamat rakna warna roz meremarne ki dua kon karega
Koi Naraz Hai Humse Ke Hum Kuch Likte Nahi Kaha Se Laye Lafz Jab Vo Milte Nah Dard Ko Zuban Hoti To Bata Dete Vo Zakhm Kaise Bataye Jo Dikhte NahI
Nahi mujh ko shikayat ab ksi se bas apne aap se rootha hua hoon bazahir khush hun lekin eik sach bataon main ander se toota bohat hoon hua hoon...
Bichdte hue yad de jayenge. Khud sone se pehle tumko 1 khwab de jayenge, tumhe gila hai ke hum jawab nahi dete, sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge.
Aasoon se bhari, Ankhon ko chupata kaha, Aakhir apna pyar joh khoya dil tuta… Dhal gaya rishto ki shyam… Uss raat mere mukkudar pe… Asma bhi roya…
Khwab dekhe nahin aur toot gaye, woh humse mile nahin aur rooth gaye, hum jagate rahe aur duniya soti rahi, ek baarish hi thi jo hamare saath roti rahi...
Bikher gayi hai khushiyan sajane ko koi nahi, sab kho diya ab khone ko koi nahi.. Ye khuda, muje abi na bhula, meri mouth pe yahaan rone wala koi nahi
Ye armaan to kaanch ke tukde hai,, jo dil ki zameen par bikhre hai,, in ko mat chedo ke zakham gahere hai,, is pe aaj bhi kisi ki yaad ke pahere hai.