Kashti mohbt

Kashti mohbt
Kashti mohbt ki tufanome fas gai,Bahar-e manzl rastoMe kho gai,Zndgi ne rahome 7 aisa choda,Abto maut b humse naraz si hogai
  

Jan, 25 2012     124 chars (1 sms)     1235 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Meri khamoshhi thi jo seh gayi Uski yaadein hi ab iss dil mein reh gayi Thi shayad uski bhi koi majbooriJo meri zindagi ki yeh kahani adhoori reh gayi
Bikhre hai Ashk koi Saaz nahi deta,Khamosh hai Sab koi Aawaz nahi deta,Kal ke Waade Sab karte hai,Magar Kyu Saath Mera Koi Aaj nahi deta.
Tumhare Saath Ke Lamhe Har Waqt Sata-te Hai, Ab Tumhare Aane Ki Bus Aas Lagaye Bethe Hai, Aankhon Mein Ashkon Ko Ab Rok Nahi Pate, Ki Dil Ko Zabaran Sambhale Huye Bethe Hai!
Tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena, is duniya se nahi apne dil se pooch lena.. apke aspas he kahi rehte hai hum, yadon se nahi to sath guzre lamho se pooch lena.
Raat itni haseen thi Ke saare so rahe the Hum hi aise badnaseeb the Jo aap ki yaad main ro rahe the
Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai Hasti Hai Ankhen Magar Dil Rota Hai Jise Mante Hai Hum Manzil Apni Humsafar Us ka Koi Aur Hota Hai…
Kash bnane wale ne hame ansu bnaya hota,or USKIankh me basaya hota,Jab girte unki ankh se unki god me,To hume marne ka maza bhi aya hota!
Jo Poochta Hai Koi Surkh Kyon Hain Aaj Ankhain To Ankh Mal Ke Kheta Hon Ke Raat So Na Sake Hazar Chahon Mgar Yh Na Keh Sakon Ga Kabhi Bhi Ke Raat Rone Ki Khawish Thi Mgar Ro Na Sake
Aaj uski yaad puri raat aati rahi,hum jage puri duniya Soti rahi,aasman me bijali puri raat hoti rahi.bus ek barish thi jo mere sath roti rahi.
TERE HAATH JO KAANTO PE AAYENGE WOHI KAANTE MERE DIL MAI CHUBH JAYENGE DARD TERE HAATHON MAI HOGA PAR DARD LOG MERI AANKHON MAI PAYENGE
Har Taraf Mukaddar Ki Kami Nikli, Kabar Bhi Khodi To Jameen Pathar Ki Nikli, Le Kar Meri Lash wo Jalane Gaye,To Kambakht Mere Naseeb Ki Lakdi Bhi Gili Nikli.
har shakhs mere gam se hai bakhabar itnaa bheje the baaghbaan ne harbar kaante hi mujhe mujh ko to dushmanon ki zaroorat nahi rahi yaroon mere naseeb hi dushman sa mila mujhe