Hathon ki lakiron

Hathon ki lakiron
Hathon ki lakiron mein kismat hai Milna aur bhoolna logo ki fitrat hai Bikharta to har koi hai dard mein Gam bhulana insaan ki zarurat hai..!
  

Jan, 25 2012     141 chars (1 sms)     1853 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
Dil Ka Ameer Mukkader Ka Gareeb Tha Mil Kar Bichudna Mera Nasseb Tha Chah Kar B Kuch Na Kar Sake Hum Ghar B Jalta Raha Aur Samunder B Kareeb Tha…
jo meri ankhon se khowab dekho to ek shab bhi na so sako ge laakh chaho na hans sako ge hazar chaho na ro sako ge
Ek bar mombati ke ander ka dhaga bola, main jalta hu to tu kyu piglti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu to nikalte hai na.
Palko K Nami Me Chupa Kar Sapno Ko Humne Unhe Jaane Ki Izazat Dedi Hum Tut Kar Bikhar Gaye Tukdon Me Aur Humne Unhe Hansne Ki Izazat dedi
Zindagi ne jb chhod dia tanha Maut ne pyar se pehlu me bithaya muze Mai wo dia hu jo mohabat ne jalaya tha kbi Gum ki aandhio ne buzaya muze
kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
waade bhi dost ne kya khoob nibhaye, zakhm muft mein aur dard tohfe mein bhijwaye, is se badhkar wafa ki misaal kya hogi, maut se pehle hi dost kafan le aaye.
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.
Woh Mera Naam Ret Pe Likhte The Mita Dete The,Likhte The Mita Dete The,Unka To Waqt Guzar Jaata Tha Par Mujhe To Mitti Mein Mila Dete The..
KAMZOR hai DOR hawa tez KYA kare Aa apni KAShTI ko SUPURD-E-KHUDA kare Apni TABAHI mein hi jab APNA hath ho,fir DUSHMANO ke waste kya BADDUA kare
apne dil ki dastan sunane aye hai tabah karne ke baad pyar jatane aye hai ansoo ponch liye the humne kabke magar wo phir rulane aye hai