Dilon me arzoo

Dilon me arzoo
Dilon me arzoo k diye jalte rahenge,ankhon se aansu niklte rhenge,tum Dost bankar dil me roshni kar do,hum mom bankar yuhi pinghlte rahenge.
  

Jan, 24 2012     140 chars (1 sms)     931 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

kuch chehre bhulaye nahi jaate, kuch naam dil se mitya nahi jaate, mulakat ho na ho lekin mere dost, dosti ki chirag bujhaye nahi jaate
Lamho mein jo kat jae wo kya jindagi aansuo mein jo beh jae wo kya jindagi jindagi ka to falsafa hi kuch aur hai jo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi
Badi taklif hoti he tumhe rulane me bohot maja ata hai tume manane me kyu rhte ho tum hmse khafa-khafa hm jaise dost milte h km is Jamane me
DARTE HAN AAG SE KAHIN JAL NA JAEN... DARTE HAN PAANI SE KAHIN DOOB NA JAEN... DARTE HAN KHUWAB SE KAHIB TOOT NA JAEY... DARTE HAN AAP SE KAHIN AAP HUMEN BHOOL NA JAEN............
Baate Karke Rula Na Dijiyega, Yu Chup Rehke Saja Na Dijiyega, Na De Sake Khushi To Gum Hi Sahi Par DOST Bana K Yuhi Bhula Na Dijiyega
Savera kya hua, sitaron ko bhul gaye.Suraj kya nikla,chand ko bhul gaye.Guzre kya kuch pal hamare bina,aap to hame hi bhul gaye..!!
In ummedo ko tutne mat dena dosti ko hamari kam hone mat dena dost milenge hamse bi achhe par hamari jagah kisi aur ko lene mat dena
Meri dosti ka hisab lagaoge, To meri dosti ko behisab paoge, Pani ke bulbule si hai meri dosti, Jara si thes lagi to dhoondte reh jaoge
Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
Dosti Or Mehndi Me Khas Farak Nahi Hota, Dono Ek Kaam Kar Jati Hai, Zindgi Main Khushiyo Ke Rang Deti Hai Or Khud FANNAH Ho Jaati Hai.
prem ki ek misal hai ye bandhan do kashtiyo ka kinara hai ye bandhan na mano to kuch b nhi mano to dhage ka atut viswas hai ye bandhan.
IS badat rab ki aur soorat yaar ki ho,sajda rab ka aur rasam pyar ki ho,ashiqo ke mahzab ka kaya kahna,zikar rab ka aur baat yaar ki ho.